#severe aqi 526 #delhi gaziabaad noida
Kya hoga es paise ka jab sara paisa kama kar cancer ke doctor ko dena hoga !
Jao kahi yesi jagah jaha zindagi ho , jaha khulkar sans le sko !
Kyu kr rahe apni aur apne bachho ki zindagi barbaad , aap agr nhi ja skte toh kam se kam
Apne bachhe ko yaha se nikalo ! Ye jagah rahne layak nhi hai !!
Yaha ki hawa dekhe ho , yaha ki aqi dekh rhe ye mahol me hwa nhi zahar bah rhi hai !!
Aqi today 18 Monday November kya horha es mahol me 526 aqi !!
update : 10/02/2026 - aqi aur badh gya 1210 !
Comments
Post a Comment